:::Railway Recruitment Boards:::
Online Registration for CEN No.01/2019 for Non Technical Popular Categories(NTPC) - Under Graduate and Graduate Posts!!!
➤RRB ntpc Admit card 2019 Availability.
:NOTIFICATION:-
➤ Aap ko pata hoga ki Iss saal 2k19 me Railway kai Pado par bharti jar raha hai jisne liye railway Exam ke raha hai aur India me Form bhar ja chuke hai Aur jin candidate RRB NTPC ka form Apply kiye the We sare Candidates Admit Card ke intjaar me hai ki kab aayega Admit card Aur kab Hoga Exam Lekin aap ko ye Jan kar bahut khushi hogi ki Railway Requirement Board me Official News De diya hai Aur Jald hi Exam lene ki taiyari me laga hai.
➧Aap Ko ye janna hai ki Aap ka form Reject to nhi huwa hai pahle official website par ja ke check kar le.
➤ Important Dates:
➮Opening online Registration Applications:- 01.03.2019 at 6:00PM
➮Closing online registration of Applications:- 31.03.2019 at 11:59PM.
➮Closing Payment of Application Fee through Online (Net Banking/ Credit Card/ Debit Card/UPI):- 05.04.2019 at 3:00PM
➮Closing Payment of Application Fee through SBI Challan:- 05.04.2019 at 3.00PM.
➮Closing Payment of Application Fee through Post Office Challan:- 05.04.2019 at 3.00PM.
➮Final submission of Applications:- 12.04.2019 at 11.59PM.
➮1st Stage Computer Based Test (CBT):-Tentatively scheduled between :-June – September 2019!!!
➤Important Notice:-
➮RRB NTPC me total 35277 Pado par pure Bharat me bharti ki jayegi!!!
➮ RRB NTPC ne Abhi tak pure Zone ka admir card jari nhi ki hai▪︎(Jaise Patna ka nhi Jari huwa hai) !!!
➮ Lekin RRB NE kai zone ke Admit Card jari kar diya hai ▪︎( Jaise Chennai ka Jari ho gya hai) !!!
➤RRB NTPC KA ADMIT CARD KAISE DOWNLOAD KARE:-
▪︎Step1:- Apne Zone Ke official Website par jaye.
▪︎Step2:- Uske baad aap ko CEN No. 01/2019 Ke session me Dekhe aur usme RRB NTPC 2019 KA ADMIT Card ka Link Diya hoga.
▪︎Step3:- Uske baad Usme Apna Registration Number Aur Date of Birth Fill kar ke Login Ho jaye .
▪︎Step4:- Phir aap ke samne Admit Card Download ka Link Hoga uspar click kare aur Download kar ke.
▪︎Step5:- Aur apne Admit card ko Download rakhe Aur Kam se kam Ek Print out Jarur Nikalwa Le.
➤Railway recruitment board NTPC exam date and Admit card official notification 2019
Railway me NTPC ke pado par hone wali bharti exam ka admit card jaldi hi yahi issi saptah me release karne wala hai railway iss saal NTPC ke total 35,277 pado par bharti karega!!!
➤Important Notice:--
➮Exam ka date abhi tay nhi huwa hai!
➮Admit cardexam ke 4 din pahle jari ka notification aaya hai!
➮NTPC ke kul 35277 pado par bharti hogi!
➮RRB NTPC exam mai abhi samay hai railway bharti ke warisdh adikari ne bataya ki "RRB NTPC ke exam me abhi kuch aur samay lagega ,exam ke dhik 4 din pahle RRB NTPC ke exma ke liye Admit card ko upload kiya jayega ,sabhi condidates ko apne admid card ko downloade karne ke liye apne rrb ke rision website par upload kiya jayega aap ko sirf apne login password se login hone ke baad download kar sakte hai aur ek baat aap ko batade ki rrb ntpc ke tahat junior clerk , account clerk cum typist, junior type kiper, train clerk, ticket clerk,traffic assistant and goods gaurd samet bibhinn pado par bharti karega. total bharti 35,277 pado par ki jayegi!!!
➤RRB NTPC CBT 1 PAPER PATTERN:--
➮general ewarenessse 40 marks ke question aayenge.
➮general intelligence and reasoning se 30 marks ke question honge.
➮mathmatics se 30 marks ke question aayenge.
➮Exam total 100 marks ki hogi
➮exam ko pura karne ke liye condidates ko 90 minutes ko samay diya jayega.
➮PWD condidatesko 120 minutes milenge.
➤RREB NTPC Admit card ko kaise download karenge?
➮Apne rision ki RRB ke website par jaye.(jaise 'rrbcdg.gov.in)
➮website paer diye gye Admit card ke link par click kare.
➮Apna Regestation number aur dateof birth bhar kar LOGIN kare.
➮Admit card aapki screen par aa jayega.
➮Admit card kodownload karle.
➮Ab admit card ka print out le le .
⏩ RRB NTPC ke official site par jane ke liye niche click buttom par click kare
⏩RRB NTPC ke official Site Par Jane ke Niche Link Par Click kare.
-:CLICK HERE:-
0 Comments